Doston ajj hum apko batayenge Khana Mehfooz Karne ka Gharelu Nuskha jis se khana mehfooz ho sakta hai aye bataty hai ye totka
Khana Mehfooz Karne ka Gharelu Nuskha
Baaz khane ki cheezeon ko microvawe mein garam karna parta hai. Is ko achi tarah garam Karin. Niqsab dah bacteria ko khatam karne ke liye yeh baat ahum hain keh is ko kam az kam 165 degree par garam karein aur is ke liye food thermometer istemaal karein agar khane ki cheezon par likha hua hai keh ise pakane ke baad khane se pehle das minute tak rakhein to is moqarrarah waqt tak lazmi intezar karein. Is ke elawa microwave mein koi cheez pakate ya garam karte huye izafi chand minute lagane se bhi khorak achi tarah jaraseemon se paak ho jati hai kiun keh hararat achi tarah is ke har hisse mein jazb hojati hai. Aur aap ke food poison se do char hone ka imkan khatam ho jata hai.