Search

Khansi aur Kali Khansi Ka Ilaj in Urdu

Home » Desi Totkay » Khansi aur Kali Khansi Ka Ilaj in Urdu
Khansi aur Kali Khansi Ka Ilaj in Urdu

Dosto Khansi ik bohat hee aam si bimari hai jo ke her ghar mai payee jati hai aaj hum aapko Khansi ya Kaali Khansi ka Ilaj Bataeyngay

Khansi ka Ilaj

50 gram munaqqa aur 100 gram maghaz badam mein taqreeban 100 gram cheeni mila yin aur bareek pees kar sufoof bana len. subah o shaam aik chamach khayen, chand din mein har qisam ki khansi mukammal khatam ho jaye gi. Isskay ilawa 20 gram desi gandum ko pani mein josh den, is mein hasb zayega namak mila kar piyen chand din mein khansi khatam ho jaye gi.

Kaali khansi se nijaat ke liye 2 cupp doodh mein 3 chamach Roghan badam mila kar raat sonay se pehlay chand din piyen.

You May Like

Wonton

وان ٹون

اجزا   (مرغی کا گوشت ایک پیالی (بغیر ہڈی کے

bajray

BAJRA AND KADDU KI ROTI

Mix all the ingredients together, except the oil and make a semi-soft dough using water. 
Keep covered for 10 to 15 minutes.

Latest Recipes

Top 10

Chefs Biography

Grilled Fish

گرلڈ فش

اجزا   فش فلے دو عدد سویا سوس دو کھانے