Search

Blood Pressure ka Ilaj in Urdu

Home » Desi Totkay » Blood Pressure ka Ilaj in Urdu
Blood Pressure ka Ilaj in Urdu

Dosto Blood Pressure ki bimari aajkal her umer mai payee jati hai isi liye aaj hum aapko High Blood Pressure ka Ilaj Batayengay

High Blood Pressure ka Ilaj

High blood pressure ko control karne ke liye 1 glass pani mein 7 Adad khushk aalo bukhray raat ko bigho kar chore den. subah is pani mein aalo bukhary ko masal kar pani chhaan len aur nehar mun piyen. Chand din mein high blood pressure normal ho jaye ga.

1 cup pani mein 12 Adad choti elaichi khol kar dalain aur itna ubal lain ke pani aadha cupp reh jaye. Din mein kisi bhi waqt yeh arq musalsal 2 haftay tak piyen, Insha Allah high blood pressure se mukammal nijaat mil jaye gi.

You May Like

Latest Recipes

Top 10

Chefs Biography

Arbi Tikkay

عربی تکے

اجزا   گوشت آدھا کلو گھی ساٹھ گرام ادرک ایک