Mail Ke Dhabbe Saaf Karne Ka Tarika In Urdu

Home » Uncategorized » Mail Ke Dhabbe Saaf Karne Ka Tarika In Urdu

Doston ajj hum apko batayenge Mail Ke Dhabbe Saaf Karne Ka Tarika ju bohat hi asan hai tu aye apko bataty hai ye totka

Mail Ke Dhabbe Saaf Karne Ka Tarika

Farsh kay kinaron par diwar ki patti kay sath sath rozanah kapra laganay ya mail kuchail lagnay say kali si teh lag jati hai. Is kay dhobbon ko wim sabun kay garam mehlool mein thora sa dhobi soda mila kar brush say ragar kar saaf karein. Chlorine bleach say bhi inhain saaf kia ja sakta hai.Aam tor par to yeh garam pani aur sabun say ragar nay say hi saaf ho jatay hain. Lekin break kay farsh par say saaf karnay mushkil hoatay hain. Agar is tarah rafa na ho sakein to hidro choleric acid kay kamzor mehlool (6 hissay pani+ 1 hissah tezam) say amal karein. Mehlool banatay waqt hameshah pani mein tezab milayein.

You May Like

Chef Thomas Keller Biography (USA)

Discover the inspiring journey of Chef Thomas Keller, a culinary icon and multiple Michelin-starred chef. From his humble beginnings in the United States to becoming a world-renowned master of gastronomy, explore the incredible achievements and culinary innovations that have made Chef Keller a true legend. Immerse yourself in the extraordinary story of this celebrated chef, as he redefines excellence in the world of fine dining. Learn more about Chef Thomas Keller’s remarkable career and his lasting impact on the culinary landscape.

Latest Recipes

Top 10

Chefs Biography

pms juice

P.A.M. Juice

Blend pineapple, apples, mint leaves, and lime juice together in a blender until smooth. Add water, if desired, or strain to reach desired consistency.