The Cook Book

Aloo ke Fawaid – Potato benifits In Urdu

Hiya! Today we will discuss about Aloo ke Fawaid – Potato benifits In Urdu

Doston Aloo dunya mein sab se ziadah khayi jane wali sabzi hai Aloo ke Fawaid ajj ke article me hum apko batayenge

Aloo ke Fawaid

Aloo dunya mein sab se ziadah khayi jane wali sabzi hai. Bache burhe sabhi shoq se khate hain. Khas tor par chips ki surat mein to be had maqbool ha Chips katne ke baad in ko namak aur sirkah mile pani mein dubo dein. Jab talne ho to pani nichor kar tal lein. Chips do bar talne se ziadah khastah aur karare bante hain Bhap se jism ka koi hissah jal jaye to is par kacha aalo ragarein. Aablah nahi pare ga.Baaz awqat salan mein aloo bilkul gal jate hain aur bikharne lagte hain. Aalo cheel kar kaat kar namak laga kar 10 minute baad woh ghulein gey nahi Aankhon ka warm door karne ke liye aloo ke chile huye tukre aankhon par rakhne se buhat sakoon milta hai.Jis pani mein aloo boil kiye jate hon, is pani se chandi ke bartan dhoyain to saaf ho jate hain.

Aloo ke Fawaid – Potato benifits In Urdu

Most Popular

Latest Recipes

mozzarela

Creepy Mozzarella Eyeballs

Slice tops and bottoms off of mozzarella balls to create a flat base and flat top. Slice off the tops and bottoms off of green olives so they are in 1/4-inch thick disks.