Doston ajj hum apko batayenge Gond Saaf Karne Ka Tarika jis ke istemal se Gond jaldi utar jaye gi aye apko bataty hai ye totka
Gond Saaf Karne Ka Tarika
Hamari jild par ya kisi aur jagah taqtwar gond chipak jaye to woh amooman ba mushkil hi saaf hota hai. Agar gond kisi surat na utre to cotton mien nail polish remover bhigoiye aur ise mutasirah jagah par pheirye. Gond jald utar jaye gi.