Search

Ink Ya Siyahi Ke Dhabbe Hatane Ka Tarika In Urdu

Home » Uncategorized » Ink Ya Siyahi Ke Dhabbe Hatane Ka Tarika In Urdu

Doston ajj hum apko batayenge Ink Ya Siyahi Ke Dhabbe Hatane Ka Tarika ju bohat asan hai aye apko bataty hai ajj ka totka

Ink Ya Siyahi Ke Dhabbe Hatane Ka Tarika

Taza dhabbe fori tor par gilay kapray say saaf karnay say ba aasani saaf ho jata hai. Pokhtah ya puranay dhabbe kay liye aam chips cement ya inton(break) kay farsh par namak aur lemon ka ras ya dahi ya sirkah aur aisi khatayi wala pani daal kar kuch der bhiga rehnay dein. Phir sabun aur dam kay sath khoob mal kar saaf karein. Hasba-e- zaroorat yeh amal dohrayein. Marbal kay farsh par sprit aur ammonia ki barabar moqdar mila kar cotton say dhabbe par laga kar kayi ghantay rakhain. Plastic say dhanp dein takeh khushk na honay paye. Hasb-e-zaroorat amal dohrayein. Yeh amal doosray aam farishton par bhi kia ja sakta hai.

You May Like

John Conlin | Nassau – Bahamas

Discover the captivating world of John Conlin, a renowned professional photographer capturing the essence of Nassau, Bahamas. Immerse yourself in his stunning portfolio featuring mesmerizing landscapes, vibrant culture, and breathtaking underwater beauty. Explore Nassau through John Conlin’s lens and embark on a visual journey like no other. Book your experience today and let his artistic vision unveil the soul of the Bahamas.

Latest Recipes

Top 10

Chefs Biography