Doston aajj hum apko batayenge Chandi Ke Zewar Ki Safai Ka Tarika jis ke karne se chandi ke zewar chamak jayenge aye bataye hai ye totka
Chandi Ke Zewar Ki Safai Ka Tarika
Chandi ki ashya saaf karnay kay liye aik bartan mein pani garam karein phir is mein namak aur soda mila dein aur chandi kay zewaraat waghairah daal dein is kay baad naram kapray ya brush say sabun laga kar saaf kar kay pani say dho dalein aur saaf kapray say khushk kar lein.