Search

Sabziyan Mehfooz Karne ka Tarika In Urdu

Home » Uncategorized » Sabziyan Mehfooz Karne ka Tarika In Urdu

Doston ajj hum apko batayenge Sabziyan Mehfooz Karne ka Tarika jis se sabziyan taza rahengi aye apko bataty hai ye totka

Sabziyan Mehfooz Karne ka Tarika

Sabziyan hameshah boil pani mein aur sirf chand minute ke liye dalein.Sabziyan dalne se pehle pani mein 2 tbsp thori si chini zaroor dalein. Is se sabziyon ka rung kharab nahi hoga.Freezer mein rakhne se pehle sabziyan ko thanda kar lein.Thaili ya dabbah jis mein khana ya sabzi freez karein is par naam ka sticker zaroor lagayein. Is se aap ko talash mein aasani hoig.Sticker par mote haroof mein likhein aur phir is par mom batti pheirein takhe is ki siyahi name ki wajah se mit na jaye.Thaili zara mezboot ho takeh wazan se ya uthane rakhne se phat na jaye.Aik martaba jo cheez freezer se nikalein. Koshish karein keh ise do barah na rakhein balkeh istemaal kar lein warnah is ki ghizaiyat bar qarar rahe gi nahi.

You May Like

Latest Recipes

Top 10

Chefs Biography

54B81C4D 48E6 4465 8D97 A67D68DB6B65

Kalakand Recipe

🌹😋RECIPE TIME😋🌹 🌹😋HOME MADE KALAKAND 😋🌹 INGREDIENTS: Butter unsalted :

10 Best Burgers Places in Quetta

Discover the ultimate burger destinations in Quetta! Indulge in the top 10 best burger places, offering mouthwatering flavors, premium ingredients, and irresistible combinations. Experience a culinary adventure like no other as you savor perfectly grilled patties, gourmet toppings, and delectable homemade sauces. From classic favorites to creative innovations, these burger joints in Quetta will leave you craving for more. Unleash your taste buds and embark on a burger-filled journey in the heart of Quetta city.