Dosto Dengue bukhar aajkal bohat aam hogaya hai aur hum aapko aaj Dengue Bukhar ka ilaj batayengay
Dengue bukhar (Dengue fever) ka Ilaj
1 glass bakri ka doodh dengue ke mareez ko har aik ghantay baad pilanay se pehlay hi din platelets ki tadaad 5000 se 80000 ho jati hai. Dengue bukhar ke mareez ko agar din mein waqfay waqfay se ajwain aur podeenay ka qehwa pilaya jaye to bhi marz mein jald afaqa ho jata hai.
Isskay ilawa dengue se mutasirah mareez apni roz maraah ghaza mein hayateen ki miqdaar barha den, chawal, moong ki daal, gaajar, band gobhi, aanar, mosammi, angoor aur shaljam is marz mein bohat mufeed hain.