Doston ajj hum apko batayenge Bartan ki Safai Ka Tarika jis ke istemal se bartan saaf aur chamakdar ho jayengye aye apko bataty hai ye totka
Bartan ki Safai Ka Tarika
Plastic ke bartan saaf karne ke liye pani garam karein is mein thora sa namak aur kapre dhone wala soda daal dein. Bartan pani mein bhigo kar saaf kar lein.Tokriyan(basket) saaf karein, baad mein kapre se khoob ponch lein.