Tomato Mehfooz Karne ka Tarika In Urdu

Home » Uncategorized » Tomato Mehfooz Karne ka Tarika In Urdu

Doston ajj hum apko batayenge Tomato ko Mehfooz Karne ka Tarika jis se tomato mehfooz rahengy aye apko bataty hai ye totka

Tomato Mehfooz Karne ka Tarika

Tamatar mehfooz karne ka tarika yeh hai keh aap tamatar dho kar khushk kar lein phir in ko kaat kar halka sa boil kar lein(beghair pani) ya agar chahein to yun hi blander mein daal kar pest bana lein aur baraf jamane wali tray mein cubes ki shakal mein jama lein. Jam jane ke baad in ko tray se nikal kar thaili mein band kar ke rakh lein. Mosam khatam hone ya mehgay hone ki surat mein aap ke pas tamatar kafi moqdar mein jama hogay.

You May Like

Latest Recipes

Top 10

Chefs Biography