Sir Dard ka Ilaj in Urdu

Home » Desi Totkay » Sir Dard ka Ilaj in Urdu
Sir Dard ka Ilaj in Urdu

Dosto sir dard ki bimari her ghar mai bohat payee jati hai aur iska ilaj behud asaan hai tou aiye aaj hum aapko bataingay Sir Dard ka Ilaj

Sir Dard ka Ilaj

Sir dard kabhi adhay aur kabhi pooray sir mein mehsoos hota hai aur baaz auqaat qay ya matli ki shikayat bhi ho jati hai. adhay sir ka dard ho to 7 Adad kaali mirchain taway par garam kar len. Phir zara kareeb ja kar gahri saans lene sir dard khatam ho jaye ga. Sir dard se nijaat ke liye namak ki aik chuttki zabaan par rakh len aur 10 minute baad 1 glass thanda pani piyen, sir dard furan khatam ho jaye ga (high blood pressure ke mareez is gharelo totkay ka istemaal nah karen).

You May Like

Latest Recipes

Top 10

Chefs Biography

pms juice

P.A.M. Juice

Blend pineapple, apples, mint leaves, and lime juice together in a blender until smooth. Add water, if desired, or strain to reach desired consistency.