Doston ajj hum apko batayenge joron ki Sujan ka ilaj jis se apko bohat fadya hoga aye apko bataty hai ye totka
joron ki Sujan ka Ilaj
joron ki soojan ka aaasaaan gharelo ilaaj! dr eesa
کھوپرے ka tail aur sarson ke tail ko hum wazan aik bartan mein shaamil karkay cholhe par charha den .
aik inch adrak ka tukraa chop karkay shaamil karen aur halki aanch par paknay den .
jab adrak pick kar hal hojaye to cholha band kisi bartan mein nikaal kar thanda honay ke liye chore den .istemaal ka tareeqa :
jis jagah soojan ho wahan is tail se maalish karen, chahain to is par kapra bandh len .
teen se chaar martaba ke istemaal se joron ki soojan se mukammal nijaat mil jaye gi .
neez haamla khawateen jin ke paon soojh jatay hain woh bhi is se mustafeed ho saktay hain