Search

Gosht Galane ka Tareeqa In Urdu – how to tenderize meat

Home » Uncategorized » Gosht Galane ka Tareeqa In Urdu – how to tenderize meat

Doston ajj ham apko batayenge gosht galane ka tareeqa jis ke istemal se gosht ba asani aur jaldi gal jata ha

Gosht Galane ka Tareeqa

Gosht jald galane ke liye mandarjah zel tarkibon mein se koi aik tarkeeb istemaal karein.
1-Pakte huye gosht mein chaalyah ke do tukre kar ke daal dijye. Aik kg gosht ke liye aik chaalyah kafi hogi.
2-Jis bartan mein gosht pak raha ho is ke dhakan ya plate ke piche thora sa chuna( jo pan mein khaya jata hai) lagadein.
3- Pakte huye gosht mein aik chutki shaker daal dijye Ya aik chutki khane ka soda daal dijye.
4-Kharbuze ka chilka ya papite ki aik phank daal dene se bhi gosht jaldi gal jata hai.

You May Like

Latest Recipes

Top 10

Chefs Biography

54B81C4D 48E6 4465 8D97 A67D68DB6B65

Kalakand Recipe

🌹😋RECIPE TIME😋🌹 🌹😋HOME MADE KALAKAND 😋🌹 INGREDIENTS: Butter unsalted :

10 Best Dinner Places in Dubai International Financial Centre (UAE)

Discover the top 10 dinner places in Dubai International Financial Centre (DIFC), UAE. Indulge in exquisite culinary delights at these fine dining establishments, offering a blend of international and local cuisines. Experience elegant ambiance, impeccable service, and a memorable gastronomic journey in the heart of Dubai’s bustling financial hub. Book your table today and savor the flavors of DIFC’s finest dinner spots.