Doston ajj hum apko batayenge Freezer Ke Khana Tarika jis se ap bacha hua khana asani se istemal kar sakte hai
Freezer Ke Khana Tarika
Frizer mein munjamad shudah khane ki aadhi moqdar darker ho to bajaye pure khane ko garam karne ke churi(knife) ko aag par rakh kar garam kar ke khane ke pack ko aadha aadha kar lein. Baqaya aadha hissah do barah firzer mein rakh dein aur aadha garam kar lein.



























