Dosto Asthma ek bohat hi aam bimari hai jo har ghar me pai jati haiaaj hum aapko is article me asthma ka ilaj batayenge
Asthma Ka Ilaj
2 cup pani mein taaza methi ke 20 Adad pattay daal kar itna ublain ke pani 1 cup reh jaye. Yeh qehwa din mein kam azkam 2 baar piyen. chand din ke istemaal se asthma ki bemari se mukammal nijaat mil jaye gi. 2 chamach shehad mein 12 qatray kalonji ka tail daal kar achi terhan mix karen aur pi jayen, din mein kam az kam 1 baar is nuskhay ko zaroor istemaal karen.
Adha liter pani mein 1 tola saunf dal kar itna pakayen ke pani aadha reh jaye. Pani chhaan kar is mein aadha chamach shehad dalain aur din mein do baar piyen. Ek hafta ke istemaal se raat ko honay wali khansi aur asthma ke attack se bacha ja sakta hai.