Search

Aaro(Peach) Ka Chilka Utarne Ka Tarika In Urdu

Home » Uncategorized » Aaro(Peach) Ka Chilka Utarne Ka Tarika In Urdu

Doston ajj hum apko batayenge Aaro(Peach) Ka Chilka Utarne Ka Tarika aur ye bohat asan hai aye apko bataty hai ye totka

Aaro(Peach) Ka Chilka Utarne Ka Tarika

Aaro mosam mein kafi saste ho jate hain. Aap pani boil karne ke liye rakh dein. Aaro dhone ke baad boil pani mein 5-10 sec tak daal dein aur chulha band kar dein. Is ke baad nikal kar khoob thande pani mein daal dein. Thori der baad chilka aasani se utar jaye ga. Ab aik degchi mein thore se pani mein shaker daal kar halka sa sharbat bana lein. Lemon ka ras bhi (aik ya do adad) shamil kar dein. Phir yeh boil kiye huye aaro darmiyan se do hisson mein kar ke ghutli nikal kar is sharbat mein daal kar aik boil de kar utar kar thanda kar lein. Aap custard cream, ice cream ya sadah bhi kha sakte hain. Aur mehmanon ki tawaza ke liye bhi behtareen hain. Chahein to is mein nashpati bhi cheel kar char tukre kar ke daal dein.

You May Like

Benefits of Tomato

Discover the Incredible Benefits of Tomato: Boost Immunity, Enhance Heart Health, and Improve Skin Radiance. Dive into a treasure trove of vitamins, minerals, and antioxidants found in tomatoes, supporting overall well-being. Unlock the secrets to a stronger immune system, a healthier heart, and glowing skin. Learn how tomatoes can be your ally in maintaining optimal health. Get ready to savor the taste of success!

Latest Recipes

Top 10

Chefs Biography

Marzipan

مازری پین

اجزا بادام(پاؤڈر) 1پاؤ چینی 3پاؤ لیکوڈ گلوکوز 2 کھانے کے