Doston ajj hum apko batayenge Vegetable Aur Fruit Mehfooz Karne Ka Tarika to aye apko bataty hai ajj ka totka
Vegetable Aur Fruit Mehfooz Karne Ka Tarika
Mosam khatam ho jane se Sabziyan buhat nayab aur mehngi ho jati hain in ko bhi aap chahein to freezer ka faidah utahte huye mehfooz kr sakti hain. In mein lemon, hara masalah, palk ka saag, adrak, lehsan, tamatar, gajar aur matar waghirah bhi shamil hain.