Search

Mirch Ki Jalan Ka Ilaj In Urdu

Home » Uncategorized » Mirch Ki Jalan Ka Ilaj In Urdu

Doston ajj hum apko batayenge Mirch Ki Jalan Ka Ilaj jis se apke hathon mein mirchi nhi lagy gi to aye apko bataye hai ye totka

Mirch Ki Jalan Ka Ilaj

Khawateen aksar sabz mirchon(chilly) ko hath say pakar kar kaat leti hain jis say jalan honay lagti hai. Mirchon(chilies) ko lakri kay takhtay par rakh kar is tarah katein keh aap kay hath ko lagnay nah paye. Agar kabhi be dheyani mein lag bhi jayein to jalan ko door karnay kay liye kapray dhonay wala neel pani mein ghol kar is mein hath thori dair kay liye dobo dein. Phir thori si gur(brown suger) ki dali pani mein bhigo bhigo kar finger par malein, jalan door ho jaye gi.-Agar sabz mirchein katte huye hathon mein jalan ho to ise door karne ke liye aap apne hathon ko haldi aur chini mile mehlool mein thori der ke liye dip kar dein jalan khatam ho jaye gi.

You May Like

Latest Recipes

Top 10

Chefs Biography

images 46

Beetroot dip

Ingredients :  Boiled beetroot 1 large  Funnel seeds 2 tsp 

10 Best Pizza Places in Peshawar

Discover the top 10 pizza places in Peshawar! Indulge in mouthwatering flavors, authentic ingredients, and delightful ambiance. From traditional classics to innovative creations, these pizza joints offer an unforgettable culinary experience. Explore Peshawar’s pizza scene and satisfy your cravings for the perfect slice.