Thori si mehnat say aap yeh kaam ghar par bhi kar sakti hain.Thori si mehnat say aap yeh kaam ghar par bhi kar sakti hai aye bataty hai ye tarika
Care Of Furniture Ka Tarika
Baaz awqaat ghar mein istemaal honay wala khoobsurat furniture laparwahi say istemaal karnay kay natijay mein daghdar aur bad rung ho jata hai. Is kay liye isay polish kia jata hai warnah sirf warnish kay istemaal say furniture ki chamak damak wapis aajati hai. Thori si mehnat say aap yeh kaam ghar par bhi kar sakti hain.