Search

Yarkan (Hepatitis) ka Ilaj in Urdu

Home » Desi Totkay » Yarkan (Hepatitis) ka Ilaj in Urdu
Yarkan Hepatitis ka Ilaj

Dosto Yakan Hepatitis ik jan leva bimari hai lekin is bimari ka ilaj bilkul mumkin hai aur aaj hum aapko Yarkan ka ilaj ya hepatitis ka ilaj batayengay.

Yarkan ka Ilaj ya Hepatitis ka Ilaj

1 chamach multhi powder ko kisi piyali mein daal len aur is mein 1 chamach khalis shehad mila kar achi terhan mix kar len. Rozana 1 khanay ka chamach nehar mun khayen, aik haftay ke musalsal istemaal se marz mein kami aana shuru ho jaye gi.

2 chamach kaali masoor ki daal aur 1 Adad khushk kjhor ko 1 glass pani mein bigho den aur subah chhaan kar nehar muh pani pi len. Gajar aur kinnu ka juice mila kar peenay se bhi chand hafton mein yarqaan ka marz khatam ho jata hai.

You May Like

Latest Recipes

Top 10

Chefs Biography