The Cook Book

Dant ka Dard (Dant ke dard ka Ilaj) in Urdu

Dant ka Dard Dant ke dard ka Ilaj
Hiya! Today we will discuss about Dant ka Dard (Dant ke dard ka Ilaj) in Urdu

Dosto Dant ka Dard her ghar mai kabhi na kabhi lazmi hota hai tou dosto aaj hum aapko batayengay k dant ke dard ka ilaj kia hai.

Dant ka Dard (Dant ke dard ka Ilaj)

Dant dard se fori nijat ke liye amrood ke patte ubaal kar kaliyan karen. Dant dard ho to thoray se maithi ke danay pani mein ubaal kar kaliyan karen, dard khatam ho jaye ga. Boi madan (Yarrow) ki taza jarrain ya patto ko pees kar masoorho par lagayen is se afaqa ho ga. 1 chhota tukda phatkari aur 2 glass pani saaf bottle mein daal kar rakh len. dat dard aur masooro ki takleef se nijaat ke liye is pani se kaliyan karen.

Dant ka Dard (Dant ke dard ka Ilaj) in Urdu

Most Popular

Latest Recipes