Doston ajj hum apko batayenge Aaine Ki Safai Ka Tarika jis se istemal se aaine bhoat achi tarha saaf ho jayega aye apko batatye hai
Aaine Ki Safai Ka Tarika
Aainon ki safayi bhi shishon ki tarah hoti hai magar sirf yeh farq hota hai keh aainay ki pusht par aik teh chemical solution ki lagi hoti hai jis kay liye ragar nay mein ahtiyat ki sakht zaroorat hai. Is kay liya aainay ki pusht par khusk narm kapray say safayi karein aur samnay ka hissah sprit ya sirkah kay mehlool say saaf karein. Ghusal khanay kay aainay kay liye sprit+ glasreen barabar moqdar mein mila kar istemaal karein. Iskay elawah pisi huyi samandari jhaag ya sufaid bareek-o-nafees pisa hua chalk bhi aainay par safayi aur dhabbon ko rafa karnay kay liye istemaal kia ja sakta hai isay window kay shishon kay tareeqay say saaf kia jata hai.